Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

    verey nice Gul Sis.
    shogeeray(rattjagay) ziada mat kia karain sehat k liye achay nahin.
    God Bless U...........

    Comment


    • #17
      Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

      wah bahut umda nazm..daad pesh hai Gul jee...

      Comment


      • #18
        Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

        Buhat nawazish !!!!!!!!!!!!!

        Comment


        • #19
          Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

          good.work

          Comment


          • #20
            Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

            Waah bohat khoob, afsoos kay baRi deer say aap ki likhi gayi yeh nazm paRhee magar khushi yeh hay kay issay miss nahin kia :) kia karoon abhi tak iss site ko discover hi kar raha hoon kabhi kahan jhankta hoon kabhi kahan... khair...

            Maazi say pashemaan hokar haal ko bayan karti hoyee yeh nazm waqayi qabil-e-tehseen hay, bohat khoob.
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

              Bahot khoobsurat poem likhi hai aap ne really zabrdast
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                Thori deir ho gayi aap ki is nazm ko parhny main

                Gul ! jahaN tak meri adna soch hay us ke mutabiq to mujhey aap ki yeh nazm bohat pasand aayi hay - rawangi - ilfaz ka chunao - rhythm - human feelings ko aap ne bohat kamal maharat se chand ilfaaz main samonay ki bharpoor aur bohat achi koshish ki hay - mujhey aap ki nazm main images bohat kam nazar aaye hain - aik 2 misroN main images ne rang bhary - phir utni hi taazgi ka ehsaas baqi nazm main keu nai hua??
                Allah

                Comment


                • #23
                  Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                  Originally posted by Aneq View Post
                  Thori deir ho gayi aap ki is nazm ko parhny main

                  Gul ! jahaN tak meri adna soch hay us ke mutabiq to mujhey aap ki yeh nazm bohat pasand aayi hay - rawangi - ilfaz ka chunao - rhythm - human feelings ko aap ne bohat kamal maharat se chand ilfaaz main samonay ki bharpoor aur bohat achi koshish ki hay - mujhey aap ki nazm main images bohat kam nazar aaye hain - aik 2 misroN main images ne rang bhary - phir utni hi taazgi ka ehsaas baqi nazm main keu nai hua??

                  Assalam O alaikum

                  Sab se pehlay tu aap apna taaruf kar dein tu
                  meray liyay convenient rehay gaa

                  anyway .....

                  yeh nazm jab likhi gaii umm may b 5 yeas back
                  tu lamhoun ki garift mein jo Haroof aa-ay
                  jo ehsass ki amaaj-gah banay ....
                  Onn ko hee alfaaz mein samoya

                  ab..koi alfaz ya ehssas aap k zehan per kia mqash kartay hein
                  yeh tu individual soach hai

                  kia hum kissi per wo taasur qaim kar saktay hein
                  jiss k zer-e asar hum khud rehtay hein??

                  :) adnaan( I think yehi aap ka nam hai jab k mujhay address karnay ka style wo nahi jo aap rakhtay hein )

                  zindgee ka matlab har aik k liyay mukhtalif hota hai !!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                    simply superb
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                      Nice ..zaberdast ..:)

                      Comment


                      • #26
                        Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                        gul munasib nazm kahi aap ney....
                        sunehrey "masoom" se wo rang?
                        ye misra bewazn ha ,,, zara dekh len..



                        Comment


                        • #27
                          Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                          Originally posted by Gul View Post
                          My Own !
                          گُلِ جی آپ کی نطم بہت اچھی لگی خوبصورت الفاط کا چناءو کیا ہے آپ نے۔

                          Comment


                          • #28
                            Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                            Very nice -

                            Comment


                            • #29
                              Re: ,.*`Mujhay Sonay nahi dayti,.*`,.

                              Wah Kia Baat Hay
                              Bohat Khoob
                              Keep Sharing...
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment

                              Working...
                              X